Trade lene se pehle dekho: pichhle dino mein profit zyaada hua ya loss?
Nifty 50 ke saare stocks check karo
Har stock ke liye buy aur short dono, 20-20 stop/target try karke sabse achha dikhata hai. ~1 minute lagta hai.
Dhyan do: 50 stocks × 40 combinations = 2,000 try. Itne mein kuch luck se bhi achhe dikh jaate hain. Isliye 🟢 ke liye sakht shart lagayi hai — phir bhi chhote paise se shuru karo.
Pichhle dino ka hisaab hai, guarantee nahi. Charges pehle hi minus kiye hain. Koi order apne aap nahi lagta.